Tahzeeb hafiTahzeeb hafi poetry
Intro of Thazeeb Hafi
اس کے بارے میں بہت کم جانا جاتا ہے۔ میں نے نیٹ کو آزمایا ، لیکن اس کے بارے میں کوئی سوانح حیات تلاش کرنے میں ناکام رہا۔ یوٹیوب پر کچھ انٹرویو ہوئے ،۔ لیکن وہ سب ایک جیسے تھے - تحزیب حفی اپنی شاعری سناتے ہوئے۔ یقینی طور پر اسے سگریٹ نوشی پسند ہے۔
- Jab us ki tasweer banaya karta tha
- kumra rankgoon se bhar jaya krta tha
- Tahzeeb hafi
Gour karne mein kat rahi hai,
Ke ye udasi hamare jismon se kis khushi mein lipat rahi hai
Ajib dukh he hum us ke hoo kar bhi
Us ko chhune se dar rahe he
Ajib dukh he hamare hisse ki aagh auroon me bat rahe he
Main us ko har roz bas yahi aik jhooth sunne ko phone karta
Suno yaha koi mas'ala he tumhari awaz kat rahe he
Mujh jese poduon ke sokhne aur subz hone se kia kisi ko
Ye bel shayad kisi mosibat main he jo mujh se lipat rahe he
Ye waqat aane pe apni aulad apne azdad beach degi
Jo fouj dushman ko apna salar girvi rakh kar palat rahe he
So is ta'alluq mein jo ghalat fahmiyan thhi ab door ho rahi hain,
Rukhi huyi gadiyon ke chalne ka waqt hai dhundh chhath rahi hai
0 Comments